Posts

All Mobile Recharge Earning App For Android

Hi Friends Aaj ka Jo Mera Post Ha Woh To apko Pata chal gaya Hoga ki Kis bare May hai .. Lekin Ap sabhi Is post KO dhyan se parhe Jisme Mobile Recharge And DTH Recharge k bohut Sare App milenge Jiske Madat se Apko Achi Cashback Earning Karne ka Mauka Milega .. To Friends Chalte hai Post k Topic k upar .  Amazon : Ap sabhi KO to Amazon k bare may pata Hoga ... Bohut Sare log ye Nahi jante ki Amazon k site se Ya Amazon App se  Recharge v Hota hai .. Jaise k Mobile Recharge , DTH Recharge , Electricity Bill Pay Aur v bohut sare option hai Jo apko Amazon se Karne par Achi Khasi Casback v milega ... Flipkart : Ji Ha Dosto Flipkart Se v Ap Recharge Kar sakte Hai lekin Uske liya Apko chahiye Phonepe Account kiu ki Flipkart k Ap Recharge Option May jab click karenge To Apka Mobile Number Recharge Amount Oporater Choose karne k bad Jaise hi ap continue par click karenge Apke mobile may Ek phone may ka Page Open hoga ap Phone pe se Recharge karenge Tabhi Apko cashback milega ... Lekin

Asus Zenfine Selfie Unboxing & Overview

Image
Hi Friends Toh Dosto May Aaj Apko Bataunga Ki asus Zenfone Selfie Mobile May Kya Kya Features Hai. To Dosto Apko agar Mera post pasand Aya To Mere Post KO jarur Share Share And Comment Kare Taki mujhko Pata Chale ki ap Mere Post se sehmat Hai K nahi ... To Dosto Chalte hai post k upar  . To Friends Sabko pata Hai  ki Asus Ka brend Chahe woh mobile ho Ya Leptop ho Features Achi hoti hai .. And Asus Mobile Ka Cemera V bohut hi acha hota hai .... No 1: Asus Zenfone Selfie Ka Screen Size 5.50inch 1080 x 1920 Touchscreen hai ..Aur Gorilla Glass Hai Jo Asani Se Break Nahi Hoti . No 2 : Asus Zenfone Selfie Ka Front Cemera 13mp And Back Cemera 13mp Hai .. And Back Aur Front May Flash Light Feature Hai .. Jo Bohut Hi acha And Dusre Mobile k Tulna May 60% Acha hai .. No 3 :  Asus Zenfone Selfie Ka Battery 3000 mahli-po hai . And Ram 3GB Snapdragon hai .. And Internal Storge  16GB And 32GB hoti Hai..  No 4 : Asus Zenfine Selfie Mobile Ek LTE Mobile Hai ... Andro

Create Facebook Account WithOut Email I'd and Mobile Number

Image
Hi Friends Apka Swagat Hai Mere Is Channle Par Jiska Name Hai Simple Tricks .... Friends Aaj May Is post may Jo Trick Likhne Ja Raha hu Woh 100% Kaam Karega . Agar Apko Mera Post Pasand aya To Is post KO jarur Apne Dosto K Sath Share Kate ... No 1 :  Apne Mobile K Browser KO open kare Aur Search Kare (Tempmail.com) .... No 2 : Uske bad esa Ek Page Open Hoga waha Change k option par click kare Aur thora Niche kare page KO waha par apko email Dene k liye Bolega .. To apko Jo v man ek email Dey do Uske bad save par Click Kare ... No 3 : Av upar Jo email Dikhega Apko us email KO copy All kare.. And Fb open kare Phir Create Account par click kare...Sab Fill up karne k bad Email I'd or Phone number ki jagah Temp mail se liya hua Email paste kare .And Singin Par click kare  . Niche k picture ki Tarha No 4 : Uske Bad Friends Apse Apka Security code puchega Jo apko milega Us gmail par ... To Friends Us gmail ya Email KO open kare  ...  No 5 : Open Karne k bad Temp mai

How To Create Whatsap Account With Fake Number

Image
Hi Friends Swagat Ha Apka Mera Channel Par Jiska Name Ha ...(Simple Tricks)... Dosto May aaj apko bataunga mere is post may ki aap Fake Number se Whatsap account kaise use kare sakte ho ... Agar Apko Mera ye Post Acha lage to please Comment May jarur Batana .. To Dosto chalte ha post k Topic par -- No 1 : Sabse Pehle Play Store Open Kar Le , Uske Bad Search Kare (2nd Line ) .. No 2:   2nd Line App Ko Download Kare , Aur App ko install kar le . Install Karne k Bad App KO open kare. No 3: App Ko Open Karne K Bad Apka Koi orgnle Ya Fack Email I'd Dalke Account Create Kare .. Uske bad Verify You Account Option Par Click kare.. No 4:  Verify Karne k Bad (Choose a phone Number ) Option Dikhega .Waha Apko Area Code Dene K liye Bolega To Area Code Dijiye (225) Uske Bad Continue May Click Kijiye ... No 5 : Continue Par Click Karne k bad  waha Kuch Unique Numbers Dukhenge Apko To apko Jo Number Acha lage Us Number KO select Karke Continue Par Click kar